LOVE SMS Lamhe judai ke bekarar karte hain, haalat mere mujhe laachar karte hain, aankhe meri pad lo kabhi, ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte hain! Mite ka gahronda tota, kirchi kirchi hoai khab, jaltay hain kinare ankhon ke, bhatay hain in main khab, yadoun ke suhane safer main, sub kuch hai, ik suhana sa khab! Kab kon kis ka hota hai, Sab jhotay Rishtay natay hai, Sab dilrakhnay ki batay hai, Sab asli Roop chupatay hai, Aik bar nigaho mai Akar, Phir sari omer rulatay hai! ishq karnay kay bhi kuch aa dab hotay hain, khule ankhoun main bhi kuch khuab hotay hain, har koi roo kay dekhai yeh zarore to nahi, khushk ankhoun main bhi selaab hotay hain! kitni jaldi yeh mulaqat guzar jati hai, piyas bujhti nahi k barsaat guzar jati hai, apni yaado se keh do k yoon na karain, neend aati nahi aur raat guzar jati hai! Jab jab mera dil udaas hota hai, tera wajood bhi mere saath hota hai, teri baatein bhi mere kanoon mein goonjti hein, mera dil bhi teri dharkanoo ke sang dharakta hai, shayed kabhi kahi miley gi tu mujh ko, yehi ehsaas meri dharkanoo ko rawaan rakhta hai! piyar say tum jub tuk piyar maat karoo... jub tuk piyar tum say piyar na karay... jub piyar tum say piyarkaray... tou piyar ko iyna piyar karoo k piyar kisis aur ko piyar na karay! HOME